Jungle phaar kehty hain naad-e-Ali, Ali (A.S.)
Mushkil meri hul kr do mushki kusha Ali(A.S.)
According to HIndu Poetess Devi Roup Kumari :
Nisar e Murtaza a.s houn Panjtan sy pyar karti hn Khizaan Jis py na aye us chaman sy pyar karti hn Aqeeda mazhab e insaniat main kb zrori hy Main bout prast hn pr bout shikan sy pyar karti hn Be Deen hn be peer nahin Hindu hn Qatil e Shabbir a.s nahi
Husain a.s. agr Baharat main utara jata
Youn chand Muhammad ka na dhoky sy mara jata
Na bazu kalm hoty na pani band hota
Ganga ky kinary Ghazi ka Alam hota


No comments:
Post a Comment